Let's talk/Reply in Poetry Way

Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way

khana khud pakana hay to aik kaam karo
kyun na aik restaurant apnay naam karo
daftar bhi chalega aur khana bhi chalega
biwi ka bethe bethe kaleja bhi jalega

sochegi nahin mairee zaroorat to kiya hoa
hath abhi mairay katay way to nahin hain
is saza se khana pakana seekh legi wo
sughrapa required hay, jald jaan legi woh!!

wah wah! :omg: I love me :cb: