Re: Let’s talk/Reply in Poetry Way
ye khoob kahi aap ne main iktifaa karun!
kabhi na gayiye ga phir ye iltija karun ![]()
dono hi lafz aik hain bus itna faraq hay
dil toot jaye to lafzo p ghor na kijaay
LKK hamen de chukay hain agni pariksha
aik aur agni pariksha..ab aap na dijaaay ![]()