Mera bedroom itna bara maidan jitna nahi ky aik kony main kahry ho ker pury ki pic lai lo:hoonh: ye diakho aine main pura bedroom nazar a raha hai:D Ab is sy ziada ki gunjaish nahi:kursi: