:halo:
hmmm was it Ajnabee???
agar nahi hai to phir ‘Raam jaane’
:halo:
:halo:
hmmm was it Ajnabee???
agar nahi hai to phir ‘Raam jaane’
:halo:
Ajnabee kahan se beech mein aa gaye
..
us film mein ‘ek phool aur do mali’ they actually maliyaan theen..:halo:..
ab bhi agar na bataya na tu mala vala ka bundubust kar k ana..
..
oh achcha achcha yaad aa gayaaaaaaaa
Mujhse Dosti Karoge to nahi kahin ?
agar yeh sahi hai to hum ‘Imtihaan’ mein paas ho gaye ![]()
uffffffff ji nahi…woh jis movie ka dialogue hai us mein UN ka yani Hrithik ji ka ‘Naam o nishan’ bhi nahi hai..
..lekin dosre UN ka hai
..
jaldi bol lein aap acha..mein pehle bhi bata chuki hoon…
..
…
nahi yaad aa raha ![]()
lagta hai mere ‘Naseeb’ mein hi nahi guess karna ![]()
ufffffffffffff..
..
‘Bewi No 1’ ka tha dialogue tha ..
…ab bhool kar dekhein aap
…sakht tareen wale bhulakad log..
..
![]()
dekha kya title chose kiya tha meine…ekdum B se hi start hua na ![]()
hmmm waise ise kehte hai ‘1 2 ka 4’
![]()
…agar B se start na howa hota tu jab tuk aap movie na guess karte mein ne kaun sa chod deina tha
…
waise bhi aap ko kaise pata hota..‘Rahul’ tu mein hoon…mujhe sab kuch pata hai :halo:…
ps: R se is liye start kia hai kyun k r per khallas hota hai is movie ka title…4 per nahi..woh tu rehmd il hoon is ;liye man liya…
..
oh acha bye shye..Allah hafiz…smack..
theek hai theek hai …Rahul kahi ki :halo:
chalo theek hai tum jao..phir baat hogi inshaAllah…yahan to garmi se ‘Lava’ bana hua hai sab ![]()
aan milo sajna
apka dil hamare paas hai
Inteha
aaghaz
Zanjeer
Rishta
aah
hum saath saath hain
:D
najaiz
Zehreelay
yeh hai jalwa