lets play Filmtakshari..!

han seekha na

Mujh se shadi karo ge :halo:

:rotfl:

chchchc..tobah astagfar :bailan:..sharanm o haya eik cheez hoti hai..kabhi suna hai is k bare mein :2guns:..tharkee log :bailan:..

Ehsas :mad:..

sharam!!! wo kia hote hai :confused: tum nai dekhe kaheen :konfused:

Sirf Tum :stuck_out_tongue:

:eek: hawwww hayeee…Mr Kamo kaka..sharam tu nahi ati na :bailan:

zyada patar patar ki na tu sachi mein ‘Murder’ kar don gi :mad::2guns:

wah ache zabardasti hai, nahee aate tu, wasise bhi agar “Raja Ko Rani Se Pyar Ho Gaya” tu humm kia karain :snooty:

hawwwww hayeeeeeeeeeee :eek:…tobah astagfirullah..:eek:..Allah rey…raja ko rani se pyar ho tu theek hai..kamo kaka himmat tu karein raniyon se pyar karne ki :mad: :bailan:… wohhhh 1 bat munh mein aa rahi hai kahoon…bummer..plzz…hahahaha acha nahi keh rahi rona nahi…:mocking:.

Asambhav :mad:bailan

:rotfl:

Valentine Days :rotato:

:hoonh:

Sar utha k jeeyo :halo:

Out of Control :hoonh:

Lakssshhhhhyaaaaaaaaaaaaaaaaa :blush:..

laksh the word is Laksh..exactly..laksh…:blush:..

:devil:

Aap Mujhe Achche Lagne Lage

aur aap mujhe mazeed bongay lagne lage :bailan:..

Earth 1947..chalo ab 7 se bolein koi movie..chalo bolo bolo tell tell :mad: :bailan:

7 Seven :mocking:

yeh kaun si movie hai??? :hoonh:../awayeen khamakha..mein ne aney wali nahi..ban chuki films k naam kehne ko kaha hai..:bailan:..bongiyan nahi marein..pehle hi kafi mar chuke hain…:bailan:

han pata tha dhang ke films naheen dekhte ho tum :snooty:

check This

Brad Pitt :yukh:..mujhe aisi namonon ki films dekhne ka waise bhi koi shauq nahi hai..snooty

theek hai theek hai man liya man liya..rona nahi..:snooty:..

Nayak…

hahah :stuck_out_tongue:

Khiladi 420 … 0 se devil

hmmm wohh…haan pata hai 1 movie…per abhi nahi bataoun gi..mere jane ka samay howa chahta hai..haha…wah wah kitna shub samay hai na jane ka bhi aney ka bhi :rotfl:..

ab jo bhi yahan aye ga good luck :rotfl: ..hahaha…

bye shye..mein tu ja rahi hoon..Allah hafiz..:hehe:

Om

o and 0 are same in shape :snooty:

haha shabash..bongay se bongi ki hi umeed thi..haha :halo:…

waise point theek hai…0 ko kia pata k hum ne O use kia hai..aap bhi chashme utar kar dekhein :snooty:..

oh ho mein tu ja rahi thi..ok bye shye..:mocking:..Allah hafiz…:stuck_out_tongue: