Re: ---- Let's play Blog Blog ----
wasn't it
Dard-O-gham kitnay kiye jamaa tau deewaan huaa??
ho shayad , ab kuch yaad nahii rahytaa hai , haafzaa jawab sa day'chalaa hai !
jo bholna mein chahoon na bhool paoon wo
or jisay yaad hai rakna , wo bhulay jahta hoon
(Aliyish)