Main tum logoon ka sara plan samajh rahi hoo…restaurant ja ke khana kha ke to kaho ge ke NV bill de do na hum apna wallet bhool aey hain …sub janti hoon main tum larkoon ki chalikiyan
Mujhay nahin jana tum logoon ke saath.....................Main E6 ko call karti hoon..............us nay bhi parlor jana tha to main ja rah ihoon manicure ke liay......................tum log jao upnay rastay...................
SM se kaho ke wo us laughing balconey wali ko le jaeey................................
Yaar aik sawwal hai, tum iss se pehle kitni dates per gaye ho ??
Chalakiyan samajnay kay liay date pe jana zaroori nahin hai....................ye sub tumharay chehray pe likha hua saf nazar aa raha hai...............
Main ne wo ID hi delete kar di hai.............................Thenga
Aur sari pictures bhi..............shukar hai tumharay dowload karnay say pehlay hi delete kar deen...............warna tumhara kia pata.............................
Allah........................
Ye kia museebat peechay parh gaeey hai......................
E6 to eik larki hai......................tumhara kia pata................rastay main jan boojh ke car kharab ker ke baith jao ge..................
baray chalak ho tum.........................
**To maine kab kaha hai ke larka hai ? Tum uske saath pooooora din salon main guzaar ke aati ho !!
Nahin woh pichle hafte mere car main petrol khatam ho gaya tha aur ghalti se aap ka ehsaan lena parha! Agar aap ko itni dikkat thi mujeh ghar tak drop karne pe to phir pehle hi bata deti !
Tum bhi bht chalaak ho, issi bahane tumhe mera adress maloom ho gaya aur mujeh rooz 420 phool bejti ho !!
Faiza ur Faeqa ko main tumhari pic keun dikaun gi, tum koe husan parray ho........................
SM aur tum eik hi thali ke chattay battay ho....................
Tum dono eik hi coin ke do siray ho........................aur Faeqa say jo tum nay kaha hai na wo us nay sara mujhay bata dia hai...........................
Faeqa bhi janti hai ke tum kitnay Serious ho is affair main.....................