Re: LENS
Ji ma jinhain bohat goar say daikhti hoon unki ankhain naturally blue hain aur isi liye achi bhi lagti hain.
Meray khiyal say fake cheez fake hi lagti hay aur khoobsurati barhati nahi balkay ghataa deti hay ESPECIALLY jab farak saaf nazar ah raha ho ![]()