Legalllyyyy Browwwn

Re: Legalllyyyy Browwwn

ghareeb ghurba log! rang barangiaaN daala khaan ali kom!

ye wohi heesab ho gya jo aik mehmaan kissi kay ghar jata hai to roz usko daal khanay ko miltee hai, to aik din wo ghary walay kehte haiN, aaj date kya hai? to wo banda tang a kar kehta hai date ka to nahi magar daal ki aaj chabees tareekh hai :D