Re: Leading human rights lawyer Asma Jahangir passes away in Lahore
Jamatiyon ko kabhi koi baat samjh aye hia… phir iss azeem orat ki baat kahan samjh aaye gi…
hamian Asma ki zindagi say yeh dars laina chahiye kay zulm ka agye dat jana hia… sar kata dena hia.. jhukna nahi hia… asool par mar jao… mager kabhi sooda na karo…