Leading human rights lawyer Asma Jahangir passes away in Lahore

Re: Leading human rights lawyer Asma Jahangir passes away in Lahore

iss discussion main jamati khitab isi liye mila.. usnay asma jahangir ki tasweer par siyasat karna shuru kardi… jisi yeh tak nahi pata Asma nay Bal Thakry say kion mili.. Yeh 2008 ki pic hia.. jis main Marhoom Asma ko UN ki human rights personnel kay tor par India bheja giya… whan unhon nay Ahmedabad main jakar aik report tyar ki.. phir Mumbai main insani haqooq kay khilaf warzion karny walon say bhi mili… ab aik londa akar yahan par pic post karay aur kahay kay inidina molvi good… pakistani molvi bad… ham sab janty hian… jamati aur PTI Asma ko na pasand karty hian… mager jab inky kam elm… mahdood aqal walay karkun aesi ochi aur zaleel harktain karain to acha nahi lagta hai…