Re: latest news and gossip
Mubarak ho. Pakistan bohot khush haal hogaya hai Nawaz ke aanay ke baad, koi bhooka nahi mar raha, sab se paas makan hai, Pakistan pe aik paise ka qarza nahi hai, sara khazana awaam ki behbood ke liye hai, sab khush hain, sab acha hai. Mubarak ho ![]()
Imran Flop. Tahir ul Qadri flop. Ghareeb flop. Awaam flop. Sirf Nawaz hit. #happydays](http://www.paklinks.com/gs/usertag.php?do=list&action=hash&hash=happydays)