Re: Last person to post in this thread wins!
ji ji mein aah gaya wapis ![]()
I was out of station… wahan kuch dair lag gai
how are you ![]()
jiiiiiiiiiiiii nahi… I consider myself most consistent in everything
and mein aap logo ko kese chor sakta hoon bhala… this place is like heaven ![]()
haye ALLAH … bhaiya ji aap meri shaadi jald hi kerwa ke choreinge lagta hai
pehle aap phir mein ![]()
oh GOD hahahaahahhaahahahhahahahaha :d ![]()
aray mene kisi ko nahi kaha ke sunein… bas ye chahta hoon k aap sab bhi hanste rahein aameen…
but kya soch ke aapne Jail kaha … hehehehehehehehehehehe ![]()