Last person to answer this post wins!!!!

^ merey hotey hovey ye na-mumkin hai mohterem :p

jo mere baad reply karay gaa.. wo pata nahin kya ho gaa.. soch kar bataoon gaa :D

ab bolo :D

:hula:

jeetay gaa bhi jeetay ga.. shararti bacha jeetay gaa :hula:

^ khuaabon main hi :p

acha yeh baat hai.. vivo dont make me.. :smokin:

jee ye hi baat hai :halo:

acha phir say wohi likhta hoon :D

jee nahi :smash:

to phir haar day doo warna sharafat bhai say contact karna parhay gaa :D

mein itni juldi nahi haar maanon gi :halo:

lakin jeet to mere hai.. yaqeenun :D

^ haan ho sakta hai :p

:dixsi:

Teri aisi ki taisi…

mein akhri dafa last mail ker raha hoon

kya likh ray ho aakhri baar:-|

:hula:

:halo:

:rotato: