us shakhs ka nam kab announce kia gia tha? :halo:
one month pehlay... app ko sukoon nahin hai.. desi kuri.. :-|
kia matlab ![]()
kuch nain.. go back to sleep ![]()
i wasn’t sleeping to begin with…
…khamkhua attacko mat ![]()
attacki … to tum ho.. wo bhi.. neem kay tree par ![]()
:halo: isay kehte hain pura hathi chor ker…dum ko pakar lena…mere kehnay ka matlab tha ke tum bat ka batangar bana rahay ho…
chalo bathanger nahin banata ..... keema bana deta hon :p
bhai do char lbs banana…bus zyada bareek na ho… :halo:
jee theek hai.. app ko machine main dalay bagir he keema bana doon gaa.. haath wala :p
woh qeema kahan rahay ga....phir to woh 'maleeda' kehlayea ga :p
app ka “maleeda” he bun jaye wo bhi bohat hai.. purany logoon ka maleeda he bunta hai ![]()
acha acha.....to maghaz ka keema banatay ho tum.....waisay kiske maghaz ka? insani , haiwani ya phir shaitani :p
nahin sirf desi kuryoon kay maghaz ka maleeda numa Keema banata hon.. janaab ;)
![]()
baroon baroon ko chup kar deta hoon.. app to bhi nayee nawayli ho :D
aye haye khush fehmiyan ![]()
chalo.. app is ko khush fehmi he samajh loo..
:p
mein samajh nahi rahi thi ...tumhein bata rahi thi....ab tum na samajhna chao tumhari marzi
Main khush fehmi nain.. yaqeen kay upar yaqeen rakhta hon ![]()