agar aap abhi bhi bachi hain… tau mai aapka UNCLE huwa… :k:
bacho’n ko baRo ki baat maan’ni chahiye… aap jaakay so jaayain… shaabaaash. ![]()
agar aap abhi bhi bachi hain… tau mai aapka UNCLE huwa… :k:
bacho’n ko baRo ki baat maan’ni chahiye… aap jaakay so jaayain… shaabaaash. ![]()
hmmmm… mere ko MAAMOOO bana rela ai ![]()
chaar shud ![]()
banay banayay ko kya banana ![]()
:queen:
nahi naaaaaaa abhi neend nahi aarahii ![]()
banana bolay tau… KELA ![]()
aur yeh ko MIRGI ka daura kyun paR gaya hai? ![]()
kya bolna hay bheee …???
kisko para mirgi ka daura…?
:queen:
koi baat naheen… AMMI hain na… lori sunaanay ke liye :k:
------->>>>>
<------- yeh mirgi ki nishaani naheen tau aur kya hai ![]()
nahee to ![]()
yeh to munh chiraying ki nishani hay
:queen:
Mama yahan nahi hain ![]()
Mama pak mein hain ![]()
aawwwwwwww… koi baat naheen na… aap jaldi milaingay :k:
PS: btw… aap kahaa’n hain?
friday ko tu hee gaayein hein pak … mujhee choor ker ![]()
mae Qatar mein hoon ![]()
sab so rahay hayn…i guess…
dat makes me a winner
D:D:D
:queen:
Qatar … ![]()
wow… i have a lot of friends,cousins and uncle over there… great to know that you are in Qatar :k:
mubarak ho … ![]()
really? ![]()
wow thats cool
:kaboom: ![]()
:queen:
yeah … it is ![]()
but i know … Qatar is not cool at all ![]()
yeh kaboom ander kar dau… warna Al-Qaida ke chakkar mai khud ander ho jao gi ![]()