itni gusse wali shakal kyo bana rahi ho aap ![]()
aap chuti wale din kahi age peache nikal jaya karien na ![]()
university life mai yeah sab possible hota hay
us k baad jb aap pro. life start karte hain pir kesi b cheez k liay time nai milta hay
kabi aap bz hohte ho tu kabi aap k freinds