Re: Last person to answer this post wins!!!!
Aaaraay langoor ka naam math badnam karo yaaro, langoor ne to muje bohat sikayah hain, kabi aap nai hanuman langoor dekha?
Wo itna bara hota hain ke agar kabi gussa mien aap kee baa kenchey to woh pura bazoo jism se ellada kaar sakta hain. Bohat zoor hota hain uske bazoo main.