Last person to answer this post wins!!!!


**
bhaijaan kiuN k ham Haqq e bandagii adaa nahiiN kar sakte...uske aHsaan kaa badla nahiiN de sakte uskii raHmatoN kaa shukr adaa nahiiN kar sakte is liye mere Khayaal se koi bhi zindagii kaa ahl nahiiN :) kia Khayaal hai aapkaa?**