Re: Lassi with Lifeless-Interviews
AOA…
lassi barey mazey ki hay…sawad aa gya…
jis ki bhi mangani hoi hay usay mubarak ho… K337 ki to nahi ho gai, ![]()
So one quick question and dont want to open a new thread for that…
ladybug ko urdu maiN kya kehtay haiN?
kal say dhoondh raha huN kahiN mil hi nahi raha