larkion key batain.

Re: larkion key batain.

Mein apni biwi aur uski friends ki baatein sunta rahta hoon jab woh aapas mein baat kar rahi hoti hain :smiley: Lekin mein act aisay karta hoon jaisay mein apney laptop par bohat zaroori kaam karney mein masroof hoon :smiley: