LARKIAN..DIL..DIMAAGH

larkiyaan=no dil/adha dhimaagh aur larkiyaan ziyada:chai:

:smack2:
abke aap yeh farmana chati theen

“pehley apni ghalatiyaan to sudhaar lain”

aap ki sudhaartey sudhaartey meri bhi urdu khrab na ho jaye :hmmm:

who aadha bhi kiraye par diya hua hai inhoon ney, Bush ko :omg:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

exactlyyyyyyyyyyyyyyyy :cb:

hum aapke sahi ko bhi ghalat ker saktey hain aur aap humaarye ghalat ko sahi kertey kertey khud ghalat ker jaatey hian toh smart kaun hua ?:aq:

larkiyaan hue :balley:

to phir kiya …khud zombie hain:omg::omg:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

shawahid to kuch aur sabit kar rahay hain LP ji :what:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

main ney do dafa aap ki ghalti sudhari lekin aap ney thnks ki bajaye ulta mera mazaq banaya :nahi:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

kaunsey shawahid?:aq:
zara humey bhi dikhaain na

:smack2:
woh mere liye thori sudhaari the :hoonh:
I knew what I was saying woh toh doosron kel iye sudhaari thee ta ki they can understand :hehe:
toh doosron ko shukriya kerna chahiye naaaaw :@:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

:smilestar:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

larkiyoon ka screw dheela hota hai aur who nashukri bhi hoti hain:fatee:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

sannan maarna choor dain :naraz:
haath bohot zoor se perta hai aur choot bhi lagti hai :naraz:

latoo meri baat ka jawaab he nahi diya :hinna:

:2guns:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

kis baat ka?

u knew what u were writing but othrs didnt. so aap ko sahi likhna hoga ta key log sahi samjhain. aur is main main ney aap ki help ki. bus.

by the way

aap to iftari bananey ja rahi theen? :faizy:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

:smack2:

:hehe:
abhi aftaar mai takreeban paanch ghantey hain
I just wanted to make either kheer or creme caramel taa ki thanda hoo jaye:)
but it can wait a few minutes :d:faizy:

:smack2:

koi hai jo iss banday ko neend say baidaar kar day!!! sotay main aik hi baat burburaee jaa raha hai!!!

:smack:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

sootey huey ko nahi uthaatey :hehe:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

aur jo is nay hamaray kaan kha liye hain chilla chilla kar... bore kar diya hai....

:hug:

Tumhari Nazroon Kay Teer He Kaafi Hain :wink: … bullets keon zai kar rahi ho :omg:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

maya maya we are the smarter ones haina :smiley:
seh leytey hain inko :mehr:

sannan door hato :naraz:
gandi smell aa rahi hai aapkey paas say :disgust:

Re: LARKIAN..DIL..DIMAAGH

acha bus aakhri baar, ok ?

"in larkiyoon ka screw dheela hota hai, dil ka bhi aur dimaagh ka bhi"

aap larkiyaan sirf hamarey sotey huey hi smart ho sakti hain

so thora kush ho lo

no problem