Re: Lalas2000 is getting married…finally…
INNAH LILLA Hi WA INNAH ILHI RAJOUN .

Re: Lalas2000 is getting married.....finally.....
James Bhaand: aaap shaadi shuda ho?
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
G ![]()
Aap kyon pooch rahay hain ? ![]()
![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
to kia shaadi key baad aadmi ais ho jaata hey? (refering to JB’s avatar) :halo:
ya pehley sey hi aisey they ![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
pehlay admi sirf gadha hota hay - balkay angraizi main DONKEY hota hay ![]()
Shadi kay baad sirf khoota reh jata hay ![]()
![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
![]()
phir to mey nahi kar raha…mey bhi aisa ho gaya to? (scared!)
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
app kay avatar ka secret pata chal gaya…![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
yahaN kiss larki ki moutt aye hai ![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
moutt aaye larki kay dushmanao ki…
yaar lala bohat khush hay ajj baduway na do…ajj dua ka din hay chalo dua mango…![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
Khud-Kushi KulluN haram in Islam :nono:
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
r u jealous? ![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
kahee say jalnay ki boo aa rahee hay…![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
it is it is lala every woman needds husband infact happy n prosperous husband
![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
apun tou abhi shower lay kar nikla bay…khushboo hi khushboo ![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
oh thanks
mujhey to pata hi nahi tha ![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
:soldier: haaan tumhain kaisay pata ho ga tum abhi bachay ho:nook: na
pata nahin shadi ki nobat kaisay aa gayi
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
chor ki dari mein tinka:hoonh:
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
mainey aaj hi shave ki hai ![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
bacha kia 6 ft ka hota hey ![]()
Re: Lalas2000 is getting married…finally…
GS waalon ko to pehley hi shak tha ab confirm ho gaya ![]()