Re: Lafzon say chhoolo tum...
[QUOTE]
Bawarchi, driver, servant?
Main to itna ghareeb hoon kai yeh cheezain khwabon main bhi nahin dekh sakta
[/QUOTE]
app kay khawboon main kon kon say channel lagtay hain?
[QUOTE]
Aur aap kala koela use kar loo
[/QUOTE]
james> kia app ko mera avatar dekhnay kay bad bhi yeh mashwera dainai ki zaroorat thee ..kis cheez ki kami hay mere kalay pan main?