Lafz ba lafz Shayari - January

Re: Lafz ba lafz Shayari - January

aapke is she’r ko paRH kar mujhe mere vaalid marHoom kaa yeh she’r yaad aa gayaa:
**
tire intizaar kaa aaKhiri yeh palak se ashk Dhalak paRaa
huii der haath baRhaa ke haar ham aab-joo meN giraa chuke**