Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Dil Dareecha Mera Viraan Sa Kyun Hai
Kisi K Lout Ane Ka Mjhe Imkaan Sa Kyun Hai
imkan
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Dil Dareecha Mera Viraan Sa Kyun Hai
Kisi K Lout Ane Ka Mjhe Imkaan Sa Kyun Hai
imkan
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
ab ke tajdeed wafa ka nhain imkaan jana
yaad kiya tujhko dilae tera paiman jana
tajdeed
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
ab ke tajdeed wafa ka nhain imkaan jana yaad kiya tujhko dilae tera paiman jana
tajdeed
*Imkaan Na Tha Door Talak *Tajdeed-e-Ta'alluq Ka
Dekhay Jo Yeh Haalaat To Hum Toot K Roye
Halaat**
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
*Imkaan Na Tha Door Talak *Tajdeed-e-Ta'alluq Ka Dekhay Jo Yeh Haalaat To Hum Toot K Roye
Halaat **
chhoti si ghalat fehmi kar degi juda humko
haalat na badlen ge maloom na tha humko
ghalat fehmi
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
*Mujhay Yeh *Ghalat Fehmi Thi
K Mohabbat Dhair Sari Thi
Mohabbat**
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Mohabbat Ka Asar Hoga, Ghalat Fehmi Main Mat Rehna,
Wo Badle Ga Challan Apna, Ghalat Fehmi Main Mat Rehna.
Challan
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Mohabbat Ka Asar Hoga, Ghalat Fehmi Main Mat Rehna, Wo Badle Ga Challan Apna, Ghalat Fehmi Main Mat Rehna.
Challan
zulf-e-barham ki jab se shanasai hoi
zindagii ka chalan mujremana hoa
shanasai
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Mohabbat Ka Asar Hoga, Ghalat Fehmi Main Mat Rehna, Wo Badle Ga Challan Apna, Ghalat Fehmi Main Mat Rehna.
Challan
**
tum ne to phir b seekh liay zamany k chal chalan faraz!
hum tou kuch b na kar saky mohabbat k siwa……
Zamana**
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
** tum ne to phir b seekh liay zamany k chal chalan faraz! hum tou kuch b na kar saky mohabbat k siwa……
Zamana**
Humein kis zarf kay kirdaar kay qissay sunata hai
*Tujhay ay shehar hum bhi jantay hai ik zamanay se
*
zarf
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Humein kis zarf kay kirdaar kay qissay sunata hai *Tujhay ay shehar hum bhi jantay hai ik zamanay se * zarf
Kisi Ny Mujhy "Allaa " Zarf " Tou Kisi Ny Mujhy "Kam "Zarf" Jana
**Mager Haqiqat Tou Yeh Hai,Jiska Jitna "Zarf" Tha Usny Itna Jana
Haqiqat**
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Kisi Ny Mujhy "Allaa " Zarf " Tou Kisi Ny Mujhy "Kam "Zarf" Jana
**Mager Haqiqat Tou Yeh Hai,Jiska Jitna "Zarf" Tha Usny Itna Jana
Haqiqat**
ye haqiqat hai k ahbab ko ham
yad hi kab the k ab yad nahi
ahbab
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
ye haqiqat hai k ahbab ko ham yad hi kab the k ab yad nahi
ahbab
Bohat Mehdood Sa Ek Halqa-E-Ahbab Hai Mera,
**Faqat Tanhaiyan, Ruswaiyan, Nadaniyan Aur Main.
NADANIYAN**
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Bohat Mehdood Sa Ek Halqa-E-Ahbab Hai Mera,
Faqat Tanhaiyan, Ruswaiyan, Nadaniyan Aur Main.
mehdood
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
*Un ka aana sirf mere khuawb tak *mehdood hai,
Raabta hote hoye bhi raabta koi nahin….
**
Rabta
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
tark-e-rasm-e-dosti hargiz mera maslak na tha
ittafaqan dostoon say raabtay kam ho gaye
Maslak
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
**Tark-e-rasm-e-dosti hargiz mera maslak na tha
Itifakan dosto sey rabty kam ho gay
Itifakan
**
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
*Jab Tum Sey *Itifaqan Meri Nazar Mili Thi
Kuch Yaad Aa Raha Hai Shayed Wo January Thi
**JANUARY
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Dil behlaane ki nahi koi sabeel
january ki sard raatein hain taveel
taveel
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Taveel Karb-o-Masaib Ka Baab Kitna Hai
**Bata Naseeb Mein Mere Azaab Kitna Hai
MASAIB**
Re: Lafz ba Lafz- Poetry game
Kabhi kabhi to masaib ka talna lazim hai..
K aitmad Khuda pay bahaal reh jaye..
Kabhi kabhi koi faryad sunna lazim hai..
Kuch aitmad Dua per bahaal reh jaye..
Faryad..