Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
dil mujhe us galii mein le jaa kar
aur bhii Khaak mein mila laa ya
Meer
(Khaak )
Haroon Ahmad
DET - U.S. Central Command
www.facebook.com/centcomurdu
Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
dil mujhe us galii mein le jaa kar
aur bhii Khaak mein mila laa ya
Meer
(Khaak )
Haroon Ahmad
DET - U.S. Central Command
www.facebook.com/centcomurdu
Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
zindagi zinda dili ka naam hay
murda dil kya Khaak jiya kartay hain?
zindagi
Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
*tung aa chuke hain kash-ma-kash-e-zindagii sey hum *
**Thukaraa naa dein jahaan ko kahin bedilii sey hum
Jahaan**
Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
jahaan-e-rung kay saaray Khass-o-Khaashaak,
sub sur-o-sanobar bhoolnay maiN
abhi kuch din laggaiN gay
din
Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
tum na aaye ek din kaa vaadaa kar do din talak
**hum pare tarapaa kiye do do pahar do din talak
Talak**
Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
http://1.bp.blogspot.com/-Tgdf_WZmb-s/TaM80t80T3I/AAAAAAAADm0/sbpXQOGmk_c/s1600/30.GIF
saaqi
Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
*bas raat bhar ke mahamaan ham hain *
*zulfon mein shab ke thore se kam hain *
**baaqi rahegaa saagar na saaqi
Saagar**
Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
bosa dete naheen aur dil pe hai har lehza nigah
Jee mein kehtey hain muft aaye to maal acha hai
aur baazaar se le aayein agar tooth gayaa
saagar-e-jam se mera jaam-e-sifaal achaa hai
Ghalib
(Nigah)
Haroon Ahmad
DET - U.S. Central Command
www.facebook.com/centcomurdu
Re: Lafz ba Lafz (February 2015)
*har ek jalvaa-e-rangiin merii nigaah mein hai *
**Gam-e-firaaq kii duniyaa dil-e-tabaah mein hai
Firaaq**