Lab pay aati hay dua ban k tamanna mairi

Re: Lab pay aati hay dua ban k tamanna mairi

agar sara kaam Allah ne hi kerna hai to musalmanon ka kia faida? musharaf se post-911 ke pak to apne baap-dada ki jageer samajh ke istimal kia hai. america ke dar se aur paise ki hawas main musharaf ne puray pakistan ka sauda kar diya. agar america ne dhumki di thi 911 ke baad to abb kia pakistan safe hai? itne loag to shaid america ke humlay main na mertay jitnay fauj + extremists ke hathon maray ja chukay hain. america ne apne mulak ko safe bananay ke liey pak to musharaf ke hathon jahanam main dal dia hai. pakistan ka to ab shaid Allah bhi hafiz na ho.