Laal Phool

Re: Laal Phool

kiun na le… kisi ne itne pyar se diye to hain… lagta hai tumhe bhi phhol chahiyeh - itna jal jo rahe ho :stuck_out_tongue:

Re: Laal Phool

lolz koi ghareeb rakh kar bhool gaya aur irem khala ne hadap kar liye :smiley:

Re: Laal Phool

acha… aap rakh kar bhool gaye teh?

Re: Laal Phool

main itna bhi bewakoof nahin ke larki k liye phool lon aur rakh kar chale jaon aik to kharcha bhi oper se kuch wasool bhi na ho :snooty:

Re: Laal Phool

leave ur phone number and a yellow daisy on the wiper JUST Near the sprayer..

why this is so hard? joke's a joke and THIS may become something REALLY exciting and real? u never know.. go for it :-)

Re: Laal Phool

hmm…

Re: Laal Phool

lolz faizy pra u ne sari tarkeeben azmai hain :smiley:

Re: Laal Phool

faizy bhai nai ji mera foon number itna faaltoo nai :D na hi mujhay in chaKron mein aiween paRnay ka shoQ hae :D

D^M meri marzi :p

hafsa_dudette aray mein hon na :D lemi give u some phul shul :D

Re: Laal Phool

1800 number to nahi hai na aapka ji:D

Re: Laal Phool

^

nope ;)

Re: Laal Phool

ok main samajh gayee:rolleyes:

Re: Laal Phool

kya samji :p

Re: Laal Phool

ki aap ka number sachchi main faaltoo hai:D

Re: Laal Phool

someone is after you irem…mubarak de doon in advance?
PS: I forgot that I dont have to add a single similie while I quote your comment. bummer

Re: Laal Phool

Irem yaar aik baat tu bataoo app ko appkay ghar walay kesay bardashat kartay ho gaay :smack:

Re: Laal Phool

I pose the same question to you :smack2:

Re: Laal Phool

Janwar & SS aap kuch zaada free nai ho rhay :hoonh:
meri bardaasht se baahar na hon :hoonh:

shivangi faaltoo tum khud aur tumhara foon number ho ga :hoonh:

Re: Laal Phool

Apa jaan, mein ne kia kiya? :rolleyes:

Re: Laal Phool

beta jaan kuch bhee nai kya :hoonh:

Re: Laal Phool

seedha saadha - - - u larkiya kay peechay bhagnay wala keera :bailan: mujh ko ghar walay kia pooraa karachi bardashat karta hai :snooty:

IREM - - - - aray mari khala jaan app tu bachay ke jaan lay kar raho ge . . . kasaam aaa app ke narazge humhari kahe jaan nah lay lay . . . . or manay tu serf sawal kara tha jawab dena yah nah dena app kay haq mai tha . . . . so aunty bharkoo nahi balkay is bachay ke khata maaf kartay howay zara bata tu do jo manay poocha tha :slight_smile: wesay irem baji tusi boohat sweet ho nah jii :hug: