Re: LaaL Chunaria wali koi…
***Bedardi Mere Saiyaan Shabnam Hain Kabhi Shole
Andar Se Bade Zaalim Baahar Se Bade Bhole ![]()
Bedardi Mere Saiyaan …
***Har Ek Adaa Mere Baalam Ki Niraali Hai
Baaten Mohabbat Ki Dil Magar Pyaar Se Khaali Hain :halo: ***
***Aadat Se Hain Bade Chanchal Surat Hai Badi Saada
Aaj Isko Diya Kal Usase Kiya Vaada
***
Harjaai Hain Inse Koi Kya Bole
Andar Se Bade Zaalim …Baahar Se Bade Bhole ![]()