Shah Abdullah sey baat hui thee subah ![]()
Re: LAAAAAAALALALALAAAAAAAAAAA
mashallah kya keh rahe the
os ne ab itna to bata diya ke engagement hui hai larkay ka naam pata bataya ke nahi:smilestar:
![]()
Re: LAAAAAAALALALALAAAAAAAAAAA
Lakay ka naam bataya tha Pingoooo ka Panga
Re: LAAAAAAALALALALAAAAAAAAAAA
Naheen pankha to wo aapko jhalay ga shadi kay baad. Baraf pay garmi jo bohat hogi.
Buss thori si engagement ki baatein huin, phir meney kaha yaar teil ka kuch karo, roz ba roz qeemat barhti hi jaa rahi hai, tou unho ney rozana 200,000 extra barrels produce karney ka waada kiya ![]()
ab apni pali pali pingu keh liye time peh naa aayain.. aisa ho sakta hai..?
wasiay sath main kekray bhi laya houn..!! tumhaar waaaste :khana:
aap ko kaisay pata
:aq: joutishi maloom hoi ho aap
acha to is lie phone kiya tha
jis ko dkeho oil resources ke peechay laga hai
shah Abdullah ko to dekh loon ge.
main waisya to dieting kar rahi hoon lekin
ab is ko zayah nahi kar sakti..kahana zayah karnay say Allah miyan naraz hote hai
Re: LAAAAAAALALALALAAAAAAAAAAA
Main jotish naheen.
Aik dafa garmion ki chuttiaan guzarnay gai thi. Bohat garmi lagi thi.
Shah Abdullah ko koi kuch nahi kar sakta, woh, mein, aur flooder-e-azam bachpan k dost hain aur hamari kafi banti hai. Woh dono meri baatein maan letey hain ![]()
FA ki to saltanat hi girnay wali hai
aur mere bohat uppppppper tak contacts hain ,aap ko aur Kind abduallah ko bhi dekh loon ge:emmy:
Pingooo chashma lagana na bhooliaay ga warna nazar naheen aain gay dono.
My nanhi penguin, I am happy to see you happy. You can do flooding all you want. ![]()
Re: LAAAAAAALALALALAAAAAAAAAAA
bandya hooooooooo
bandyaa
theek bilkul
thanks
![]()
Re: LAAAAAAALALALALAAAAAAAAAAA
^^aiween flooding ker raha tha :D
Flooder ![]()
Re: LAAAAAAALALALALAAAAAAAAAAA
smiley nahin ayee ap kee market mein ?
Re: LAAAAAAALALALALAAAAAAAAAAA
Nahin yaar . . Waisay main check bhi nahin ki . . . ![]()