Re: kya yeh sach hai
oh GOD ye budha baba itni shaadiyan ker raha hai besharam kahin ka ![]()
logo ki zindagi se khail raha hai ------------------------- kahin ka… iske bachon ka kya hoga ??
so shame… shaadi ka bhi qanoon hona chahiyeey wese… bechari uski ex-wife ka kya haal hota hoga naa ![]()