Re: kya museebat hai
haan sirf ishq aur mohabbat mein … kuch bhi kar saktey hein is haalat mein ..
aik waaqiah sonaata hoon shyd aap ne suna ho ga pehly bhi …
aik aadmi namaaz parh raha tha … aur apney khiyaal mein
Allah ki ibaadat kar raha tha .. lekin us ke agay se aik aur aadmi guzar giya …woh jo namaaz parh raha tha us ki namaaz toot gae .. aur jo namaz parh raha tha woh doosrey aadmi se kehne laga tume nazar nahin aa raha ke kaha ja rehey ho … usne jawaab diya … tum to namaz nahin par rahey the tum to apney rab ki ibaadat mein masroof the , aap ki kaisi namaaz ke jab mein tery aagey se guzra to mujh pe tera dehaan ho giya … lekin muje isliiye nahin pata tha ke mein kahan jaa raha hoon kion ke men apni mehboobah ki soch aur nashey mein tha …
so what i mean is … go pagal hotey hein ..they dont look where they are going … and dont care whose doing what …:halo: