Shikra
June 29, 2008, 9:48pm
61
Yes
Tamgha-e-imtiaz ki khawahish nahi hai mujhe
k hai nishaan-e-haider paas mere
mein shikast kyon maan loon. larkiyan larkon ki baaton mein aa jaati hain. larkey unka dil rakhney k liye saath bewaqoof bann jaatey hain aur shaadi kar letey hain taakey larkiyon ko bewaqoof ban-ney k baad sharmindagi na ho
Re: Kya Matlab?
haan tu if u are happy yeh sabh mera thread medaan e jang kyon banna howa hai ??
bhabhi!!! sun rahi ho yeh sab!! i mean parh rahi ho!!! tobha tobha larkyon pe sarra sarr tuhmat lagayi howi hai sohail bhai ne!!!
Re: Kya Matlab?
kyon na maro!! bawali nadaan larki:smilestar:
is ka matlab hai ke mere itne kareeb ajao ke tumhari khusbho mere under bass jaye:blush:
Shikra:
Yes
Tamgha-e-imtiaz ki khawahish nahi hai mujhe
k hai nishaan-e-haider paas mere
mein shikast kyon maan loon. larkiyan larkon ki baaton mein aa jaati hain. larkey unka dil rakhney k liye saath bewaqoof bann jaatey hain aur shaadi kar letey hain taakey larkiyon ko bewaqoof ban-ney k baad sharmindagi na ho
lol
Koi baat naheen hum aapko is say achcha wala red color ka Nishan e haider dain gay.
Chalak shikra jaldi haar naheen manta. Khargosh ki tarha ankhain bund kar kar kahta hai billi mujhay naheen khaay gai.
Kali Billi zara Shikra ko punjay marna to takay yay har man jain.
Re: Kya Matlab?
ek shikaar apne shikari ko kis tarah maar sakta hai ? ? :S
Shikra
June 29, 2008, 10:32pm
67
lol
Koi baat naheen hum aapko is say achcha wala red color ka Nishan e haider dain gay.
Chalak shikra jaldi haar naheen manta. Khargosh ki tarha ankhain bund kar kar kahta hai billi mujhay naheen khaay gai.
Kali Billi zara Shikra ko punjay marna to takay yay har man jain.
Kali billi mujhe kia maarey gee, woh tou mujhe dekhtey hi bay-buss ho jaati hai
Wah, kitni gehri baat kahi hai
Re: Kya Matlab?
hehe aur gehrai mai mai jaa sakti ho:wink:magar raat ke 2 o clock hai aur mood nahi hai
Re: Kya Matlab?
dats mean u dont like **Rooh Afza **
Re: Kya Matlab?
no i love rooh afza my fav drink!
Re: Kya Matlab?
then why u r after SunDle
Re: Kya Matlab?
have u drank sandal ka sharab before?
Re: Kya Matlab?
oooooooooooops sharab as in arabic for juice lol
sharbat piya hai sandal ka??
Re: Kya Matlab?
nope … i dont drink pak juices