oh nahi mujhe dushwari bhi ho tu koyi masla nahi kyonke mujhe apni urdu behter karna ka behadd showk hai. hamesha mai apni ammi jaan se lafzoon ke maaani pochti rehti thi aur is tara hi maine behter ki apni urdu zuban :)
Masha Allah bohat achchi baat hai.
Aap mujh say bhi pooch sakti hain. Agar mujhay ata ho ga to zoroor bataoon gi. Ub to kafi kuch bhoolti ja rahi hoon.