Re: Kya Matlab?
Shikra bhai.
Main nain shiningstar ya shinignstar10 kay naam say pehlay register kia tha laikin ghalti say email address main hotmail likh dia kia aap us ko change kar kay meri is naam say munsalik email address pay activate karnay ka link bhaij saktay hain. I'm not a multinik laikin that was a mistake. Thanks in advance.