kailay ka chilka zameen per phainka hai kisi ko giranay kay liye?
galt raasta bataya hai kisi ko aisay he fun kay liye?
koi cheez chupai hai ghar mein, kisi ko sar dard daynay kay liye?
gaari kahan park ki hai, galt location batai hai badla laynay kay liye?
