Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
Bohat sharmaata hoon ![]()

nahi.. sharam aur izzat aani jaani cheezen hain.. bus bande ko dheet hona chahiye.. ![]()
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
hehehe :k: a-town boy i m also not shy
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
yeh huwi naa mardoon wali baat.. ![]()
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
oye mien mard nahi hoon ![]()
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
lekin mujhe toh bataya gaya tha keh u are one… ![]()
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
sharam bachpan ma aatii thee nahi

kya kaha samajh nahi aaee per itna oata hai k kuch ghalat kah
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
sharam bachpan ma aatii thee nahi
wo to mujhey pehle hi pata tha
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
maine toh tareef likhi thi aapki..
yaqeen nahi aata??
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
tumhee tu har cheez k pata hota hy tumhee tu woo b pata hoo ga

nahi aa raha aap k hasne k style se ![]()
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
tumhee tu har cheez k pata hota hy tumhee tu woo b pata hoo ga
haan to aur kya mujhey pata hai
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
abb yaqeen aa raha hai?? ![]()
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
haan thora thora
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
abb?? ![]()
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
ho gaya pakka yakeen
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
kis baat ka?? main toh bhool hee gaya? lol..
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
mein u se katty pakki waali
Re: Kya aap ko abhi bhi sharam nahi ati?
par kyun. me aur u toh pakke dost hain naa.. ![]()