Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

or lp hows ur siblings?

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

ho chukay hai exams :aj:

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

isiliye hr waqt yaheen hotay ho...
waleed lippy ka kya hal he???

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

theek hai woh :@:

tum sunao BM ka haal…abhe bulata hon mein usay wait kro :omg:

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

han plz qk mein jany lgi hun
tm uskay sath gappain shappain marna....

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

tusi na jao na :(

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

hmja rhy hein ji .....tusi enjoy kro..pakistan ka match kab he ????

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

nhe yaar aisa mat kaho ...abhe to ayi hon ....

6:30 per hai

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

aj????

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

nhe aglay saal hai :mad2:

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

Maliha aur javed bhai ka avatar ek jaisa kyun hota hai? :hmmm:

mohtarma…kya similarity he us ne 2nd lgaya he mainy itnaay lgaye…same to nhi hoty…
ager hon b to ap q jealous ho rahi ho :cb:

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

huh yap waleed bhai why me always linkup with SJ ?

Re: Kya aap kay imtehaan honay walay hain?

assalam o alaikum