Re: Kuchh dard kaleje say laganey lay liye hain,
Aashaar meray yun tou zamaanay kay liye hain, Kuchh sheyer faqat unko sunaaney kay liye hain,
Ab yeh bhi nahi theek kay har dard mita dein, Kuchh dard kaleje say laganey lay liye hain,
Ankhon mein jo bhar lo gay tou kantay sau chubhein gay, Yeh ashq tou palkon pay sajaney kay liye hain,
Yeh ilam ka sauda yeh keeta'baain yeh rasa'lay Ikk shakhs kee yadon ko bhulaney kay liye hein
hmmmm
i guess aap nay yeh ghazal bohat ghalat likhee hoi hai ..... jitna mujhay yaad tha main nay correction ke koshish ke hai