Kuch tou hua hai.. kuch hogaya hai ?!!

:blush:
mujhay pata hota tou poochtee hi kyun? :snooty:

aglay saal hai..aap dua karain :blush:

Zulfi bhai aap kay kaan bohat tez hain.. kahan sey aisay secrets pata chal jatay hain? :hehe:

ghalat baat hai..im ur special friend na.. mujhay kyun nahi bataya :naraz: