kuch na samjhe khuda kare koi

Re: kuch na samjhe khuda kare koi

lekin ghussa sab kuch kha jata hai.. di gai qurbani jab ghusse main jata di jae to wo qurbani tak hi raigaan ho jati hai.. ghusse main aakar log rishte toR dete hain.. tabhi to ghusse pe qaboo karne ko kaha gaya hai.. wo kisi ka qol tha na bahadur wo nahin jo maidan e jang main dushman ko qaboo kar le, bahadur wo hai jo apne ghusse pe qaboo kar le