Kuch Mazy ky Ashaar

Re: Kuch Mazy ky Ashaar

teray ghar ke samnay seeti bajana yaad hai
phir teray abba se wo pitna pitana yaad hai
maar dena wo teray abba ka danda daf'attan
aur mera phir wahan se bhag jaana yaad hai

:@: