Re: Kuch larkeyaan cherain mujhey
kitaab sahi hi hoti hai
wo awain hi hooting karti hain paper ki tension ki wajah se jawab nahin deta unhen nahin u know me ![]()
Re: Kuch larkeyaan cherain mujhey
kitaab sahi hi hoti hai
wo awain hi hooting karti hain paper ki tension ki wajah se jawab nahin deta unhen nahin u know me ![]()
Re: Kuch larkeyaan cherain mujhey
yaar ur thread reminds me a day , its about 3 or 4 years back when i was doing a job in trevel agency . . . . . haftay wala din , or is din humhara HALF day hota tha job ka . . . around 1 o clock humhari job say chooti ho jati thi . . . . tu aik haftay walay din hum jab ghar wapas anay ko niklay appnay office say tu aik jhaga humhari BIKE kharab ho gaie or mazay ke baat bilkul kareeb girlz collage kay . . . humnay boohat kooshish ke kay start ho jaie magar afsos nahi ho paie . . . . phir hum us ko appnay hatho say agay chalanay lagay . . . aik bus stand par boohat c larkiya khari thi . . . . unho nay mujh ko dekha tu start laugh or awazay anay lage , beechara gareeb insan petrol dalnay kay peesay nahi hai tu bike kyun le . . . aik ke awaz aie oyee chiknay date par jaa raha hai kia , aik nay awaz kase kay hum bhi paray hai raho mai . . . . . or pata nahi kia kia awazay aie or sach poochay mujh ko itne sharam aarahe thi kay app nah-poochay . . . jab maiwaha say agay nekal geyah tu KHUDA ka shukar kara . . . . . .
yah din mai kabhi nahi bhool paoo ga kyun kay kafi larkiyo nay mujh ko cheera tha aik sath :( or mai appni ankhay neechay kar kay waha say agay chala geyah tha . . .
Re: Kuch larkeyaan cherain mujhey
Janwar bhai
![]()
Main apka dukh samajh sakta hoon, aapki kahani parh ke meri ankhian Nam ho gai hain…
Mujh per bhi kai dafa, Larkeyoon ne awazain kassi hain lekin mujhey tu batatey hoey bhi sharam aati hai ![]()
Re: Kuch larkeyaan cherain mujhey
Code - - - bhai bus abb app he sumhaj saktay ho mari feelings nah
yah larkiya bhi nah kasi hoti hai
ALLAH bachie larkiyo say . . . . doosto doosto mai dushmani karwa dati hai . . . . . . ghar walo say chorwa dati hai . . . . . sab kuch khatam kar kay appnay kadmoo mai dalwa dati hai ![]()