kuch aur baat hoti

Re: kuch aur baat hoti

Thanx a lot Khan saab for adding and for appreciating as well. Bhai kya hai k hamein jahan se koi achi cheez milti hai utha lete hein. aam khaa lete hein guthlian nahi gintay. Abhi aap kehtay hein to koshish karoonga k poet ka naam b yaad rakhoon.

and im sorry khan saab aapko comments k liye kaafi scroll karna para or hamaray oot patang sher parhnay paray. par wo kya hai na, FAIZ saab or TAKMEEL sahiba se maazrat k saath:

apni takmeel kar raha tha mein
warna un say to mujko pyaar nahi
:)

And thanku AMAL as well. Bhai aap senior member hein. aap ko thanx kahay bagher bhala post complete kaisay ho sakti hai :)