Re: kuch Ashaars
Kahan Tak Hum Musalsal Rukh Badaltay Jayain Kashti Ka
Wahin Tufaan Ubharta Hai Jahan Saahil Samjhtay Hain
mukarer
adding some : :)
Kyoon ker koe hosla paien, jeb na kho sakeye ’wohh’ unmit nakoosh ko
Wohh jo masoom ikhtalaf keye peechey, agleye wakatoon ki soojh boojh kerteye hein
Khizan ka kiya, aee, challee gaee. Bahar ko dekh lo
Kiya kabhee kantoon ko phool bhi achey legtey hein
Aur ley ana ho ga, gem ka chara ger, iss ko kabhee
Nahee maloom tah mujh ko, bey yakeeni keye bhee showk payee jatey hein
Wadoon ki yad dihani, na parey dhorani, zaroor mumkin hey!
Meger yey kiya – ulfet, khood ko iss sey betchana, jis ki talkeen kerteye hein
Intiha hey, in keye azeeem talukaat ki peirwee kerna, chana, pass rehena
Kamoshiyoon ko rakhtey hein wasool, per zaroor unmit sath chahtey hein
Darar ager mukhlasee mey a jayeye, mujh ko boleye ‘sunbh-lo!’
Wohh ehsanoon ko ginwana, piyar samhejteye hein
Sabr ka peimana lebraize ho jata hey, akser…
Mukader ki lakeeroon ko jeb log zindagi maaan leiteye hein
- dushwari