KOTHAY pe jaanay waalay,

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

hello K337 how r u:hugz:

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

:hmmm: magan hoon, dang hoon, paayenchay uthay keechar ke konay pe,
nazaaray main gumm hoon..

yani ke main to soch raha tha mullaniyan raid kar daingee, idhar to shurfa-e-lucknowy ki mehfil jami huee hay .. oye sunny, pass me some yo :desimunda:

2 Likes

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

Jiss Nazaray main gumm thay ab ussi ka hissa Ban rahay hain :hehe:

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

ohooooooooooooo.. haRRbara kar standing malik bhai :hehe: kaisay aana hua.. welcome back yarrr.. howz life going on?

points towards the audience aray nikammo, hamaaray BARAY hain.. adab aur khuloos say kharay hon aap sab ke sab . . .

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

Shabash A ... Hazoor Aik he jhatkay main Chunnay Kakay Ban ga'aiy hain aap
Jeetay Rah'i'aiy ... Life is good ... الحمد للہ

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

"lead, by example" , and u did..

lehaaza of'course ham chunnay kaakay banaingay ek hee .. jhatkay main .. zorr ka jhatka... dheeray say lagay .. good to have u back .. didnt see u for quite a while, started thinking some tragedy happend in your life or something like that (big change) ..

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

Tragedy nahin .. I was bussy … with many things … Job Studies… Then got married .. Allah Gave me a Real Sohna QAQA… :hehe:

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

oh masha-allahhhhhhhhhhhhhh :hugz:

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

Aap suna’ain . . . Yeh Kothay ka kia silsala hay :hehe:

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

i condemn being a chain smoker

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

kotha ka silsila kiya hoga ji .. panchwee nasal ke hisaab say ham bhi bigray huay lucknowy nawaab nikaltay hain ..

(bus jab say nikaalay hee ja rahay hain)

Re: KOTHAY pe jaanay waalay,

Kis ki majal jau aap ko nikaal sakay