Kon Kon Pakistan ????

Re: Kon Kon Pakistan ????

no phir bhi dil hai pakistani

Re: Kon Kon Pakistan ???

me too love Pakistan :jhanda:

ghar ki khatir sau dukh jhelain, ghar to aakhir apna hai :jhanda:

Re: Kon Kon Pakistan ???

main bohat tang hun is load shedding se :aj: abhi ye hal he bad mein pata nhi kya hoga

Re: Kon Kon Pakistan ???

hehehe

Na bijli na Bani

Pher Bhe Dil Hai Pakistani :jhanda:

Re: Kon Kon Pakistan ???

**main rehti Pakistan mainnahi magar phir bhi load sheding se tang hom:frusty:
**:aj::aj::aj::aj:

woh kyun :5:

Behan Bhai abhi Online hoey Allah Allah ker key ke phir a at ahai signed out agley din patta chalta hai Load Sheding ki wajah se:(:aj:Yah phir kal kaha is time per online anana asii nehr waley pul per bathy sukh jaty hain koi online/neher nahi ata:crying: Load sheding thi na bas kal aik ghant apehly bijli chali gai aur do ghanty baad ai:aj::aj:Koi hal nahi:aj:

Re: Kon Kon Pakistan ???

hehe aj to had ho gyi lagatar 10 ki load shading :aj: :aj: :crying: :crying:

Re: Kon Kon Pakistan ????

22 houes ki baz jag atu 25 ki bhi sunni hai:Allah Mafi kan pakerta smiley:

Re: Kon Kon Pakistan ???

bhut ziada ho rhe hai aj kal …mein to tang agaya hon …ups bhe charge nhe hotay…:aj: :aj:

Re: Kon Kon Pakistan ???

^^ Chalo ups charge na hu khair hai magar ju Bill atey hain kahin se nahi lagta load sheding hai aisa lagta hai 24 houirs a day 7 days a week batian jalti aur pankhy bal ke Ac chalty hain:aj::aj::aj:

Re: Kon Kon Pakistan ????

hehe haan jee bill itna atay hai jaisay 5 5 ac chal rhay hotay hai ghar mein BTW ap kidhar rehti hai ???

Re: Kon Kon Pakistan ????

Load shedding hai but not much here in Karachi.. just 3 hours daily which is not much as compared to rest of the cities in PK.

KESC kaafi behtar hai :D

good for u sufi bhai but here in lahore its too much and i hate it

Re: Kon Kon Pakistan ???

Main nahi rahtee Pakistan main… magar ab rahna chahtee hoon :@:
load shedding ka tou alag hi mazaa hai.. jab load shedding hotee hai tou ghoomnay phirnay ka ziadah moqa milta hai..sab dost/cousins mil kar ice cream khanay jaatay hain.. ek alag hi mazaa hota hai :chai:

bhut achay …yani 1o hours light na aye to 10 hours ghoomo …

woh to theek hai per merey cousins bhe nhe hai idhar ab mein akela he hon :crying:

Re: Kon Kon Pakistan ????

aww khud akailay ghoom lia karo family kay saath :D

Re: Kon Kon Pakistan ???

woh busy hotay hai sab :bummer:

maza load shedding ka nahi ghoomnay ka hota hay. or hum to ye maza le le k b bore ho chukay hay.din may 7 bar light off ho to 7 bar ghoomnay ka g nahi chahta. rest ka b mood hota hay.but…

any way , dua kray k pakistan kok sincere leadership mil jaey or yahan k sub problems solve ho jaey.

u r right.. i m with u.:frowning: