iss baat ka aap key paas kya proof hai key aap insaan hee ho??
kuch bhi ho sakta hai. science daanon ney tou bandaar ko bhi typing sikha dee hai..
nahi nahi aap bandar nahi ho yaar yeh main ney kab kaha..
bus apni aik sohni see photo post kardo hum aap ko apna king maan lenge.. apni photo post karna kisi aur kee nahi. :aq: