Re: koi to hota jo…
leh yeh bhee koi masla hai
tumharay sir main kjushki hay
rooz raat ko silayi machine wala tail laga kay yadgar atay ka khali thaila sir pay bandh kay ankhain khool kay soya karoo
40 din ka chilla hay
us kay baad zarror afaqa hoo ga
mere fee: sawa ath(8) killo mix mithai aur eik dhoti kurta wid leeli tai
![]()